Wednesday, October 19, 2005

The SMSes I liked.

Most of you must have read them somewhere but for those who haven't read them, here are a few SMSes I liked. I liked them in the sense that they immediately sparked off in me an unexplained feeling of how life is so fragile for some people.
Even though I myself haven't been in the situations described in these SMSes (till date.....and fingers crossed!!!;-)), they have touched me somewhere deep down.

Dil ke dard ko koi bedard kya jaane,
Pyar ki rasmon ko zamaana kya jaane,
Hoti hai taklif kitni kabr mein,
Woh upar se phool rakhnewaale kya jaane.


Kisi dhadakte dil ke peeche koi baat hoti hai,
Kisi udaas chehre ke peeche koi yaad rahti hai,
Aapko pata hi nahi hota ki aapki har khushi ke peeche hamari fariyaad hoti hai


Hum lafzon se kuch bhi izhaar nahi karte,
Iska matlab ye nahi ki hum tujhe pyaar nahi karte,
Chahte hai hum tujhe aaj bhi par,
Teri soch main apna waqt bekaar nahi karte.
Tamasha na ban jaaye kahi mohabbat hamari,
Isiliye apne dard ko aashkaar nahi karte,
Jo kuch mila hai usi mein khush hai hum,
Tere liye khuda se takrar nahi karte.
Par kuch to baat hai teri fitrat mein zaalim,
Warna tujhe chahane ki khata baar baar nahi karte.

Aapke mehfil ka mausam suhana lage,
Ek pal chura loon agar bura na lage,
Aap hume milkar bhool jaoge,
Par aapko bhoolne mein shaayad zamaana lage.

NJOI!!

4 Comments:

Blogger rg said...

This comment has been removed by the author.

11:10 AM  
Blogger rg said...

Hey,
If you like keeping SMS Forwards, you might want to look at Vakow!
www.vakow.com

11:14 AM  
Blogger workhard said...

I find SMS forwards really annoying, it just shows how uncreative the sender is.


Haiku

9:45 PM  
Anonymous Anonymous said...

Purchase your favorite books at Book katta.com

1:20 AM  

Post a Comment

<< Home